SEARCH RESULTS
Showing search results for "himaayat"
Nazm MATCHES FOR "himaayat"
Nazm
raqib se!
aajizii siikhii Gariibo.n kii himaayat siikhii
yaas-o-hirmaan ke dukh-dard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachche ki dua
ho miraa kaam Gariibo.n kii himaayat karnaa
dard-mando.n se za.iifo.n se mohabbat karnaa
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq kahii.n le chal!
qudarat ho himaayat par hamdard ho qismat bhii
Akhtar Shirani
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
mar jaa.e.nge zaalim kii himaayat na kare.nge
ahraar kabhii tark-e-rivaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaina-dar-aina
dekhaa to meraa apnaa hii aks-e-jalii thaa vo
vo shaKHs mai.n thaa aur 'himaayat-alii' thaa vo
Himayat Ali Shayar
Nazm
jagir
mai.n un ajdaad kaa beTaa huu.n jinho.n ne paiham
ajnabii qaum ke saa.e kii himaayat kii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
muddat ke baad
muddat ke baa'd tum se milaa huu.n to ye khulaa
ye vaqt aur faasla dhoka nazar kaa thaa
Himayat Ali Shayar
Nazm
dilli dangon ke beach
dharm ke naam pe qaatil kii himaayat karnaa
aur phir mulk ke jalne kii shikaayat karnaa
Ashu Mishra
Nazm
aaj ke munafiq
dilo.n me.n kufr labo.n par himaayat-e-islaam
chhurii baGal me.n dabaa.e hu.e hai.n mu.nh par raam
Nasira Zuberi
Nazm
jawab
mai.n thaa to apnii raah pe thii gaamzan hayaat
ab mai.n nahii.n rahuu.ngaa to ye saarii kaa.enaat
Himayat Ali Shayar
Nazm
dusra tajraba
kal shab ajiib adaa se thaa ik husn mehrbaa.n
vo shabnamii gulaab sii ra.ngat dhulii dhulii
Himayat Ali Shayar
Nazm
shaer
jo himaayat kii baat karte hai.n
naa-ummiidii ke ghup a.ndhero.n me.n
Mohsin Aftab Kelapuri
Nazm
tazad
mai.n sochtaa huu.n
mai.n ek insaan huu.n ek musht-e-Gubaar huu.n mai.n