SEARCH RESULTS
Showing search results for "hindustan"
Ghazal MATCHES FOR "hindustan"
Ghazal
kal numaa.ish me.n milaa vo chiith.De pahne hu.e
mai.n ne puuchhaa naam to bolaa ki hindustaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
baiThaa hai jo ki saaya-e-diivaar-e-yaar me.n
farmaa.n-ravaa-e-kishvar-e-hinduustaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
ham hu.e aazaad hindustaan aadhaa rah gayaa
phir ta.ajjub kyaa jo paakistaan aadhaa rah gayaa
Mansoor Umar
Ghazal
Vinayak Damodar Savarkar
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
bas mujh ko daad mil ga.ii mehnat vasuul hai
sun le Gazal ye bulbul-e-hindustaa.n kahii.n
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
juz 'daaG' aaj bulbul-e-hindustaa.n hai kaun
kahte hai.n ham pukaar ke ye sau hazaar me.n
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
haa.n bure kuchh log hai.n is mulk me.n
sab se achchhaa phir bhii hindustaan hai
Sayyed Riyaz Raheem
Ghazal
nii.nd se jaage.n nahii.n ye ahl-e-hindustaa.n kabhii
is liye har zaat kaa bhagvaan le aa.e hai.n ham
Rahib Maitreya
Ghazal
kyaa puuchhte ho naam-o-nishaan-e-musaafiraa.n
hindostaa.n me.n aa.e hai.n hindostaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
urdu hai jis kaa naam hamii.n jaante hai.n 'daaG'
hindostaa.n me.n dhuum hamaarii zabaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
havaa ho aisii ki hindostaa.n se ai 'iqbaal'
u.Daa ke mujh ko Gubaar-e-rah-e-hijaaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
sar-zamiin-e-hind par aqvaam-e-aalam ke 'firaaq'
qaafile baste ga.e hindostaa.n bantaa gayaa