SEARCH RESULTS
Showing search results for "hindustan"
Nazm MATCHES FOR "hindustan"
Nazm
himala
ai himaala ai fasiil-e-kishvar-e-hindustaan
chuumtaa hai terii peshaanii ko jhuk kar aasmaa.n
Allama Iqbal
Nazm
rumi badle shami badle badla hindustan
رومي بدلے ، شامي بدلے، بدلا ہندستان
تو بھي اے فرزند کہستاں! اپني خودي پہچان
Allama Iqbal
Nazm
gautam-budh
yaad terii aaj bhii hindustaa.n me.n taaza hai
chiin, jaapaan aur tibbat tak tiraa aavaaza hai
Seemab Akbarabadi
Nazm
begam aur shaeri
apne hindustaan me.n murda-parastii aam hai
jitne shaa.er mar chuke hai.n bas unhii.n kaa naam hai
Nashtar Amrohvi
Nazm
tarana-e-watan
faKHr-e-yuunaan thii terii bazm-e-kuhan
mere hindustaa.n mere pyaare vatan
kanval Dibaivi
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
nigaah-e-yaas thii hindustaa.n pe aalam kii
ajiib shai thii magar raushnii tire dam kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
holi
kuchh aaj bhii maujuud hai.n
aur un nishaano.n me.n hai KHuu.n maftuuh hindustaan kaa
Ali Jawad Zaidi
Nazm
qaumi tarana
pyaaraa hindustaan hamaaraa pyaaraa hindostaan
jaan fidaa hai is par apnii dil is par qurbaan
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
banka sipahi main apne watan ka
hai ko.ii shai hindustaa.n se bhii pyaarii
baa.nkaa sipaahii mai.n apne vatan kaa
Ataur Rahman Tariq
Nazm
sarojini naidu
tuu rahii saaz-e-mohabbat par hamesha naGma-KHvaa.n
hai amar tuu aaj bhii ai bulbul-e-hindustaa.n
Syeda Farhat
Nazm
gandhi ji ki yaad mein
suhaagan thaa tire dam se ye hindustaan ai baapuu
hu.ii barbaad ab is kii javaanii dekhte jaa.o
Fazal Haq Azimabadi
Nazm
ahl-e-hind
syria vaale miTe tuuraan vaale miT ga.e
kaun kahtaa hai ki hindustaan vaale miT ga.e
Barq Dehlvi
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
chiin-o-arab hamaaraa hindostaa.n hamaaraa
muslim hai.n ham vatan hai saaraa jahaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
chishtii ne jis zamii.n me.n paiGaam-e-haq sunaayaa
naanak ne jis chaman me.n vahdat kaa giit gaayaa
Allama Iqbal
Nazm
taswir-e-dard
rulaataa hai tiraa nazzaara ai hindostaa.n mujh ko
ki ibrat-KHez hai teraa fasaana sab fasaano.n me.n