SEARCH RESULTS
Showing search results for "hisn-e-be-shikast"
Ghazal MATCHES FOR "hisn-e-be-shikast"
Ghazal
tai ho chukii.n shikast-e-tamannaa kii manzile.n
ab is ke baad girya-e-be-iKHtiyaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
shikast-e-be-hunarii kii sanad nahii.n miltii
giraft me.n abhii kilk-e-kamaal rakhnaa hai
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
na KHataa mirii nazar kii na gunah tire karam kaa
ki nasiib-e-aashiqaa.n hai ye shikast-e-be-tasaadum
Nushur Wahidi
Ghazal
hai shikast-e-be-sutuu.n me.aar-e-istedaad-e-ishq
kohkan kaa naam fard-e-jauhar-e-qaabil me.n hai
Shola Kararvi
Ghazal
mabaadaa kal husn-e-be-badal par zavaal aa.e
ham apnii aa.nkho.n ko hii KHalaa me.n uchhaal aa.e
Naseer Baloch
Ghazal
jab husn-e-be-misaal par itnaa Guruur thaa
aa.iina dekhnaa tumhe.n phir kyaa zaruur thaa
Yagana Changezi
Ghazal
husn-e-be-parda kii garmii se kaleja pakkaa
teG kii aa.nch se ghar me.n mire khaanaa pakkaa
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
us husn-e-be-niyaaz ke kuchh martabe the aur
merii udaas raato.n ke bujhte diye the aur
Laiq Aajiz
Ghazal
Shola Kararvi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
husn-e-be-mehr ko parvaa-e-tamannaa kyaa ho
jab ho aisaa to ilaaj-e-dil-e-shaidaa kyaa ho
Hasrat Mohani
Ghazal
vo husn-e-be-misaal kahaa.n jalva-gar nahii.n
apnaa qusuur hai hame.n taab-e-nazar nahii.n
Ali Fraz Rezvi
Ghazal
is husn-e-be-karaa.n ko KHudaa aagahii bhii de
dariyaa diyaa hai is ko to dariyaa-dilii bhii de
Majid Ali Kavish
Ghazal
hijaab-e-husn me.n yaa husn-e-be-hijaab me.n hai
ye raushnii kaa safar aks-e-maahtaab me.n hai
Naeem Saba
Ghazal
vo husn hai vo husn-e-be-misaal hai kamaal hai
ye ishq hai ye ishq-e-laa-zavaal hai kamaal hai
Adnan Asif Bhatta
Ghazal
teraa ye husn-e-be-karaa.n muqayyad zamaan hai
magar tujhe ai zindagii kahaa.n ko.ii gumaan hai
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
KHayaal-e-husn-e-be-misaal dastaras me.n aa gayaa
KHudii pe iKHtiyaar meraa pesh-o-pas me.n aa gayaa