SEARCH RESULTS
Showing search results for "hitler"
Ghazal MATCHES FOR "hitler"
Ghazal
taaza karvaT par taariiKH kii likhaa hai
chand jihaadii sabqat le ga.e hitler se
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
kabhii likhvaane ga.e KHat kabhii pa.Dhvaane ga.e
ham hasiino.n se isii hiile bahaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
haa.e aadaab-e-mohabbat ke taqaaze 'saaGar'
lab hile aur shikaayaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
rabt ke sai.nka.Do.n hiile hai.n mohabbat na sahii
ham tire saath kisii aur bahaane lag jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kis ko biknaa thaa magar KHush hai.n ki is hiile se
ho ga.ii.n apne KHariidaar se baate.n kyaa kyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ab ahl-e-kaarvaa.n pe lagaataa hai tohmate.n
vo ham-safar jo hiile bahaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
kartii hai yuu.n bhii baat mohabbat kabhii kabhii
nazre.n milii.n na ho.nT hile baat ho ga.ii
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
ham apne zo.af ke sadqe biThaa diyaa aisaa
hile na dar se tire sa.ng-e-aastaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
Gam-e-dil hiita-e-tahriir me.n aataa hii nahii.n
jo kinaaro.n me.n simaT jaa.e vo dariyaa hii nahii.n
Shakeb Jalali
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
lab kisii ke jo hile kaan udhar dhyaan udhar
dil lagaa kar vo miraa zikr sunaa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Ghazal
vaa.n hile abruu yahaa.n pherii gale par ham ne teG
baat kaa iimaa se paanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
'aazurdaa' ho.nT tak na hile us ke ruu-ba-ruu
maanaa ki aap saa ko.ii jaaduu-bayaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
Gazab aayaa hile.n gar us kii mizhgaa.n
saf-e-ushshaaq hai barham abhii se