SEARCH RESULTS
Showing search results for "hosh-mand"
Ghazal MATCHES FOR "hosh-mand"
Ghazal
hame.n junuun diyaa aur tuu hosh-mand hu.aa
isii qariin se yaaram tuu sar-buland hu.aa
Mohammad Javed Anwar
Ghazal
shikast-e-KHvaab-e-tarab-zaa se hosh-mand hu.aa
uThe jo haath to baab-e-qubuul band hu.aa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
samajh sake na jise hosh-mand bhii aksar
vo baat kah gayaa diivaangii me.n diivaana
Brijes Talat Nizamii
Ghazal
sab hosh-mand apne sahaare nikal pa.De
phir be-sahaaraa ko.ii sahaaro nahii.n rahaa
Mohammad Javed Anwar
Ghazal
nigaah tez shu.uur-e-buland rakhte hai.n
ham apnaa ishq bahut hosh-mand rakhte hai.n
Arshi Bhopali
Ghazal
mai.n hosh-mand rah ke bhii naadaan hii rahaa
jazbaat me.n vo bah ke bhii kitnaa zahiin thaa
Manzoor Arif
Ghazal
tum sharaab pii kar bhii hosh-mand rahte ho
jaane kyuu.n mujhe aisii mai-kashii nahii.n aa.ii
Salam Machhli shahri
Ghazal
ibtidaa ye thii ki ham ban.ne chale the hosh-mand
intihaa ye hai ki bante bante diivaane bane
Muslim Maleganwi
Ghazal
vaaqif nahii.n zamaane kii haq baat se jo shaKHs
duniyaa samajh rahii hai use hosh-mand hai
Ghail Fareedi
Ghazal
vo vaqt hai 'asar' ki har ik hosh-mand ko
diivaana apne saath banaa.e hu.e hai.n log
Asar Bahraichi
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
vo hosh-mand agar hai to kar de.n diivaana
vo be-KHabar hai to hushiyaar kar ke dekhte hai.n
Akhtar Hashmi
Ghazal
tuu hosh-mand kahaa.n kaa thaa kuchh to kah 'mas.uud'
ye kyaa hai aaj tujhe dil ye iKHtiyaar saa hai
Masud Husain Khan
Ghazal
hosh-mand aise kahaa.n ke hai.n ye arbaab-e-nashaat
jii kaa janjaal sab un kaa hii diyaa lagtaa hai
Hamid Allahabadi
Ghazal
Sujit Sahgal Haasil
Ghazal
mai-KHaana-e-mafaad ke mai-kash hai.n hosh-mand
mauqa.a se le le jaam tavaazun ke saath jhuum