SEARCH RESULTS
Showing search results for "hujra"
Ghazal MATCHES FOR "hujra"
Ghazal
lams kii lau me.n pighaltaa hujra-e-zaat-o-sifaat
tum bhii hote to a.ndheraa dekhne kii chiiz thii
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
Gulzar
Ghazal
charaaG-e-hujra-e-darvesh kii bujhtii hu.ii lau
havaa se kah ga.ii hai ab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jahaan-e-KHair me.n ik hujra-e-qanaa.at-o-sabr
KHudaa kare ki rahe jism o jaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
hujra-e-zaat me.n yaa mahfil-e-yaaraa.n me.n rahuu.n
fikr duniyaa kii mujhe ho bhii to kam ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
ab hujra-e-suufii me.n vo faqr nahii.n baaqii
KHuun-e-dil-e-sheraa.n ho jis faqr kii dastaavez
Allama Iqbal
Ghazal
bikhar chuke hai.n bahut baaG o dasht o dariyaa me.n
ab apne hujra-e-jaa.n me.n simaT ke dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
hujra-e-chashm to auro.n ke liye band kiyaa
aap to maalik-o-muKHtaar hai.n aa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
hujra-e-zaat me.n sannaaTaa hii aisaa hai ki dil
dhyaan me.n guu.njtii aahaT pe uchhal pa.Dtaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
kis kii taaziim ko uThtii hai.n uma.nge.n dil kii
hujra-e-KHaas me.n ye kaun bashar aataa hai
Rasool Saqi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
hujra-e-zaat se baahar to nikal kar dekho
tum kisii duusre paikar me.n bhii Dhal kar dekho