SEARCH RESULTS
Showing search results for "hujra"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hujra"
Ghazal
lams kii lau me.n pighaltaa hujra-e-zaat-o-sifaat
tum bhii hote to a.ndheraa dekhne kii chiiz thii
Ghazal
Gulzar
Ghazal
charaaG-e-hujra-e-darvesh kii bujhtii hu.ii lau
havaa se kah ga.ii hai ab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Obaidullah Aleem
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hujra"
Nazm
chadar aur chaar-diwari
ki banda-parvar
huzuur ke hujra-e-ma.attar me.n ek laasha pa.Daa hu.aa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
jahaan-e-KHair me.n ik hujra-e-qanaa.at-o-sabr
KHudaa kare ki rahe jism o jaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
hujra-e-zaat me.n yaa mahfil-e-yaaraa.n me.n rahuu.n
fikr duniyaa kii mujhe ho bhii to kam ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
ab hujra-e-suufii me.n vo faqr nahii.n baaqii
KHuun-e-dil-e-sheraa.n ho jis faqr kii dastaavez
Allama Iqbal
Nazm
jis roz qaza aaegi
yak-ba-yak hujra-e-mahbuub me.n lahraane lage
aur KHaamosh dariicho.n se ba-ha.ngaam-e-rahiil
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bikhar chuke hai.n bahut baaG o dasht o dariyaa me.n
ab apne hujra-e-jaa.n me.n simaT ke dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Nazm
ek manzar
kachchaa saa ik makaa.n kahii.n aabaadiyo.n se duur
chhoTaa saa ek hujra faraaz-e-makaan par
Parveen Shakir
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
hujra-e-chashm to auro.n ke liye band kiyaa
aap to maalik-o-muKHtaar hai.n aa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Nazm
hawa jam-e-sehat tajwiz karti hai
ba.Dii narmii se kahtaa hai
ki apne hujra-e-Gam se nikal kar baaG me.n aa.o
Parveen Shakir
Ghazal
aisaa mat kah ki yahaa.n tuu Galatii se aayaa
dil vo hujra hai jahaa.n Gam bhii KHushii se aayaa
Jawad Sheikh
Ghazal
kis kii taaziim ko uThtii hai.n uma.nge.n dil kii
hujra-e-KHaas me.n ye kaun bashar aataa hai



