SEARCH RESULTS
Showing search results for "hurmat"
Ghazal MATCHES FOR "hurmat"
Ghazal
ambaar us kaa parda-e-hurmat banaa miyaa.n
diivaar tak nahii.n girii pardaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
itnii laashe.n mai.n kaise uThaa paa.uu.ngaa
aap ii.nTo.n kii hurmat bachaa to chale
Kaifi Azmi
Ghazal
taa-ki mahfuuz rahe mere qalam kii hurmat
sach mujhe likhnaa hai mai.n husn ko sach likkhuu.ngaa
Shahryar
Ghazal
uThe hai.n haath mire hurmat-e-zamii.n ke liye
mazaa jab aa.e ki ab paa.nv aasmaan pa.De
Rahat Indori
Ghazal
havas-e-luqma-e-tar khaa ga.ii lahje kaa jalaal
ab kisii harf ko hurmat nahii.n milne vaalii
Iftikhar Arif
Ghazal
paas hai lafz kii hurmat kaa vagarna 'aazar'
ko.ii tamGa to nahii.n miltaa Gazal-KHvaanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Iqbal Ashhar
Ghazal
mujh se puuchhe hurmat-e-ka.aba ko.ii
masjido.n me.n choriyaa.n kartaa huu.n mai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
lihaaz-e-hurmat-e-paimaa.n na paas-e-ham-KHvaabii
ajab tarah ke tasaadum the aashnaa.ii me.n bhii
Iftikhar Arif
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
suKHan kaa khokhlaa honaa samajh se baahar thaa
khulaa ki harf kii hurmat kaa qaht pa.D gayaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
kyaa chaahtaa thaa vaqt pe likhnaa na puuchhiye
hurmat qalam kii apnii bachaanii pa.Dii mujhe
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
tumhaare shahr kii hurmat kaa paas rakhte hu.e
aduu ko.ii na banaayaa sabhii se yaarii kii
Rakib Mukhtar
Ghazal
hurmat-e-ishq salaamat rahe dekhe.n apne
jazba-e-dil kaa kisii haal me.n saudaa na kare.n
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
duKHtar-e-raz ko nahii.n chhe.Dte hai.n matvaale
hazar us faahisha se karte hai.n hurmat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mere lafzo.n ko bhii dete hai.n vo aayaat-e-shifaa
haa.n vahii hurmat-e-injiil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
ab aur sambhaalii nahii.n jaatii tirii hurmat
yuu.n kar Gam-e-jaanaa.n merii nazro.n se utar jaa