SEARCH RESULTS
Showing search results for "hurmat"
Nazm MATCHES FOR "hurmat"
Nazm
tarana-e-milli
ai arz-e-paak terii hurmat pe kaT mare ham
hai KHuu.n tirii rago.n me.n ab tak ravaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
iisaa bhii ho to ko.ii nahii.n puuchhtaa miyaa.n
hikmat hakiim kii bhii Dubaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nama-e-jaanan
vo jo do chaar navaa-gar the ki jin ke hote
hurmat-e-naGma bhii thii jur.at-e-rindaana bhii thii
Ahmad Faraz
Nazm
bint-e-hawwa
mai.n chaluu.n shaana-ba-shaana to buraa mat maane.n
merii hurmat merii 'azmat ko zaraa pahchaane.n
Hina Rizvi
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
terii tazliil ke daaGo.n kii jalan dil me.n liye
terii hurmat ke charaaGo.n kii lagan dil me.n liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ajnabi aurat
aaj ham ko jin tamannaa.o.n kii hurmat ke sabab
dushmano.n kaa saamnaa maGrib ke maidaano.n me.n hai
Noon Meem Rashid
Nazm
urdu
aaj bhii mulk kii azmat ke hai.n naGme is me.n
aaj bhii qaum kii hurmat kaa bayaa.n hai urdu
Ata Abidi
Nazm
taqayya
apne apne lahuu kii hurmat se munharif ho ke jiinaa siikhe.n
vo sab aqiide ki in gharaano.n me.n
Parveen Shakir
Nazm
holi
ye chahal to kuchh apnii qismat se mach rahii thii
ye aabruu kii parda hurmat se bach rahii thii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
badan-darida ruhon ke nam ek nazm
bebaak lahuu ko hurmat ke aadaab sikhaane pa.Dte hai.n
tab miTTii mauj me.n aatii hai
Iftikhar Arif
Nazm
KHak ko main KHwar kyun karta
baraa-e-mehrbaanii apne juute khol liije
ye miTTii qabr kii hai is kii hurmat ko samajhiye