SEARCH RESULTS
Showing search results for "hurmat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hurmat"
Ghazal
ambaar us kaa parda-e-hurmat banaa miyaa.n
diivaar tak nahii.n girii pardaa kiye baGair
Jaun Eliya
Nazm
tarana-e-milli
ai arz-e-paak terii hurmat pe kaT mare ham
hai KHuu.n tirii rago.n me.n ab tak ravaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
iisaa bhii ho to ko.ii nahii.n puuchhtaa miyaa.n
hikmat hakiim kii bhii Dubaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "hurmat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hurmat"
Ghazal
taa-ki mahfuuz rahe mere qalam kii hurmat
sach mujhe likhnaa hai mai.n husn ko sach likkhuu.ngaa
Shahryar
Nazm
nama-e-jaanan
vo jo do chaar navaa-gar the ki jin ke hote
hurmat-e-naGma bhii thii jur.at-e-rindaana bhii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
havas-e-luqma-e-tar khaa ga.ii lahje kaa jalaal
ab kisii harf ko hurmat nahii.n milne vaalii
Iftikhar Arif
Nazm
bint-e-hawwa
mai.n chaluu.n shaana-ba-shaana to buraa mat maane.n
merii hurmat merii 'azmat ko zaraa pahchaane.n
Hina Rizvi
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
terii tazliil ke daaGo.n kii jalan dil me.n liye
terii hurmat ke charaaGo.n kii lagan dil me.n liye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
paas hai lafz kii hurmat kaa vagarna 'aazar'
ko.ii tamGa to nahii.n miltaa Gazal-KHvaanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Iqbal Ashhar
Ghazal
mujh se puuchhe hurmat-e-ka.aba ko.ii
masjido.n me.n choriyaa.n kartaa huu.n mai.n







