SEARCH RESULTS
Showing search results for "hurriyat"
Ghazal MATCHES FOR "hurriyat"
Ghazal
har-chand hai dil shaidaa hurriyat-e-kaamil kaa
manzuur-e-du.aa lekin hai qaid-e-mohabbat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
Jami Rudaulvi
Ghazal
Arshad Aziz
Ghazal
'ramz' vo ahd-e-Gulaamii ho ki daur-e-hurriyat
ishtihaar-e-muflisii hindustaanii kaa libaas
Ramz Azimabadi
Ghazal
Waqar Manvi
Ghazal
hurriyat zulmat-e-zindaa.n me.n janam letii hai
inqilaabaat kii taariiKH hai zanjiir mirii
Jami Rudaulvi
Ghazal
jagmagaate dekh le phir hurriyat ke baam-o-dar
baad mere ye rahe the kuchh dino.n viiraan se
Wajahat Ali Sandailvi
Ghazal
banda-e-KHvaahishaat ko kahtaa hai kaun abd-e-hur
chaahiye hurriyat agar dil ko 'amii.n' Gulaam kar
Ameen Hazin
Ghazal
kirno.n se puuchh apnii zaraa mehr-e-hurriyat
insaa.n kaa KHuun qatra-e-shabnam hai in dino.n
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
hai terii jaa.edaad ye hurriyat-e-kalaam
kar sarf is mataa.a ko na rakh sambhaal ke
Anis Shikari
Ghazal
buraa.ii ko bhalaa.ii kii sanad de de ke 'gauhar'
ba-naam-e-hurriyat ayyaam badle jaa rahe hai.n
Gauhar Aziz
Ghazal
takmiil hurriyat kii hogii na phir vatan me.n
ye hii rahe.nge fitne jo shaiKH-o-barhaman me.n
Jauhar Deobandi
Ghazal
ambaar us kaa parda-e-hurmat banaa miyaa.n
diivaar tak nahii.n girii pardaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
arz-e-alam ba-tarz-e-tamaashaa bhii chaahiye
duniyaa ko haal hii nahii.n huliya bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
itnii laashe.n mai.n kaise uThaa paa.uu.ngaa
aap ii.nTo.n kii hurmat bachaa to chale