SEARCH RESULTS
Showing search results for "hushyaar"
Ghazal MATCHES FOR "hushyaar"
Ghazal
zinda huu.n magar ziist kii lazzat nahii.n baaqii
har-chand ki huu.n hosh me.n hushyaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
dekhaa 'asad' ko KHalvat-o-jalvat me.n baar-haa
diivaana gar nahii.n hai to hushyaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
bharii bazm me.n apne aashiq ko taa.Daa
tirii aa.nkh mastii me.n hushyaar kyaa thii
Allama Iqbal
Ghazal
apnii poshaak se hushyaar ki KHuddaam-e-qadiim
dhajjiyaa.n maa.ngte hai.n apne garebaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
gale me.n zindagii ke riismaan-e-vaqt hai to kyaa
parinde qaid me.n ho.n to bahut hushyaar hote hai.n
Abbas Qamar
Ghazal
le rahaa hai dar-e-mai-KHaana pe sun-gun vaa.iz
rindo hushyaar ki ik mufsida-pardaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
tabassum kii adaa se zindagii bedaar ho jaa.e
nazar se chhe.D de rag rag mirii hushyaar ho jaa.e
Asghar Gondvi
Ghazal
kahtii hai saahilo.n se ye jaate samay kii dhuup
hushyaar naddiyo.n kii cha.Dhaa.ii kaa vaqt hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
har fareb-e-Gam-e-duniyaa se KHabar-daar to hai
teraa diivaana kisii kaam me.n hushyaar to hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
talchhaT milaa ke detaa hai rindo.n ko saaqiyaa
saaGar paTak na de ko.ii hushyaar dekh kar
Bismil Azimabadi
Ghazal
mast hai haal me.n dil be-KHabar-e-mustaqbil
sochtaa huu.n use hushyaar karuu.n yaa na karuu.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
yaa.n hosh se be-zaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
us bazm me.n hushyaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Ghazal
zaahid kii tauba tauba rahii ghuu.nT ghuu.nT par
sau botale.n u.Daa ke bhii hushyaar hii rahaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
kuchh mehr-e-qayaamat hai na kuchh naar-e-jahannam
hushyaar ki vo qahr-o-Gazab aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
apnii jebo.n se rahe.n saare namaazii hushyaar
ik buzurg aate hai.n masjid me.n KHizar kii suurat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
husn-e-parii ik jalva-e-mastaana hai us kaa
hushyaar vahii hai ki jo diivaana hai us kaa