SEARCH RESULTS
Showing search results for "husuul-e-ilm"
Ghazal MATCHES FOR "husuul-e-ilm"
Ghazal
husuul-e-ilm ne masruuf rakhaa varna mai.n
kisii ko ishq me.n barbaad kar gayaa hotaa
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
husuul-e-ilm miraa mudda.aa hai ai 'abraar'
isii liye huu.n kitaabo.n me.n aur luGaat me.n gum
Abrar Kiratpuri
Ghazal
unhe.n hii martaba miltaa hai jaa ke jannat me.n
husuul-e-ilm kii KHaatir jo jaan vaare ga.e
Azeem Haider Syed
Ghazal
Master Nisar Ahmad
Ghazal
teraa irfaan tuu kyaa KHud ko na pahchaan sakaa
thaa miraa daa.ra-e-ilm-o-KHabar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
husuul-e-azmat-e-maazii kaa KHvaab rakhte hai.n
kahaa.n ham aaj bhii apnaa javaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
KHayaal karte nahii.n ham kabhii masaafat kaa
husuul-e-manzil-e-maqsad me.n chalte rahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
gul-guuna-e-taraqqii-e-tahziib-o-'ilm se
shukr-e-KHudaa ki surKH hai.n ruKHsaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
husuul-e-ganj-e-ataa-e-Gaibii ke vaaste ab
sifaat-e-rabbii kii jubba-saa.ii pe aa gayaa huu.n
Ali Muzammil
Ghazal
suluuk-e-ishq me.n be-faiz hai.n vo lab jin se
husuul-e-lazza-e-shiiriinii-e-lu.aab na ho
Muhiuddin Gulfam
Ghazal
husuul-e-daulat-o-shohrat me.n mubtalaa hai tuu
husuul-e-daulat-o-shohrat ko zahar-KHvaanii likh
Basit Jaleeli
Ghazal
tamaam shahr hii terii adaa se qaa.em hai
husuul-e-kaar-gah-e-Gam du.aa se qaa.em hai
Taleef Haidar
Ghazal
jab bhii chaahaa hai husuul-e-sanad-e-haq-go.ii
ahl-e-haq ne rasan-o-daar se baate.n kii hai.n
Khan Ateeq Afridi
Ghazal
ye KHaak-daan-e-ta'alluq hai pesh-o-pas me.n na jaa
husuul-e-aatish-o-aab-o-havaa mudaam nahii.n
Ghazal
ham apne KHalq kii duniyaa sa.nvaar kar 'KHushtar'
husuul-e-rahmat-e-parvardigaar kar le.nge
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
husuul-e-manzil-e-jaa.n kaa hunar nahii.n aayaa
vo raushnii thii ki kuchh bhii nazar nahii.n aayaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
Adeel Zaidi
Ghazal
hu.aa husuul-e-zar-e-fan ba.Dii kashaakash se
ham ek umr ajab ta.ng-dastiyo.n me.n rahe