SEARCH RESULTS
Showing search results for "huvash-shaafii"
Ghazal MATCHES FOR "huvash-shaafii"
Ghazal
itnaa masruuf huu.n jiine kii havas me.n 'shaahid'
saa.ns lene kii bhii fursat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
darvesh nahii.n ko.ii 'safii' shahr-e-havas me.n
vaise to yahaa.n saahab-e-dastaar bahut hai.n
Afzal Safi
Ghazal
safiir-e-sub.h-e-daraKHshaa.n chalaa jo mashriq se
dayaar-e-shab kaa shahanshaah bad-havaas hu.aa
Shaheen Badr
Ghazal
junuu.n ke sar hai jo ilzaam 'shaahiin'
havas kii haashiya-aaraa.iyaa.n hai.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
logo.n kaa ik hujuum mire aas-paas thaa
jab mai.n safiir-e-gulshan-e-hosh-o-havaas thaa
Akhtar Saeedi
Ghazal
mastaana KHushbu.o.n se nahaa.e hu.e badan
sar par Galaazato.n ko uThaa.e hu.e badan
Rifat Al-Husaini
Ghazal
chunaa hai mai.n ne yahaa.n raasta tabaahii kaa
subuut is se ba.Daa kyaa hai kam-nigaahii kaa
Qasim Saba
Ghazal
havas ke rang sabhii aasmaan vaale hai.n
malaal-e-hijr ne kyaa baal-o-par nikaale hai.n
Shahid Jameel
Ghazal
zauq-e-nazar ba.Dhaa.iye gulzaar dekh kar
ulfat kaa saudaa kiijiye baazaar dekh kar
Akhtar Husain Shaafi
Ghazal
Gazab hai ik but-e-kaafir-adaa ne luuT liyaa
ki mujh ko banda banaa kar KHudaa ne luuT liyaa
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
ha.nste the mere haal ko jo yaar dekh kar
un sab ne ro diyaa mujhe biimaar dekh kar
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
vo KHush ho ke mujh se KHafaa ho gayaa
mujhe kyaa umiide.n thii.n kyaa ho gayaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
mujhe bataayaa gayaa thaa yahaa.n mohabbat hai
mai.n aa gayaa huu.n dikhaa.o kahaa.n mohabbat hai