SEARCH RESULTS
Showing search results for "i-love-u"
Ghazal MATCHES FOR "i-love-u"
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
ham ko to dard-e-judaa.ii se hii mar jaanaa thaa
chand roz aur na qaatil ko ishaara karte
A G Josh
Ghazal
zindagii apnii nazar aane lagii sirf saraab
kabhii guzre jo dil-e-zaar ke viiraane se
A G Josh
Ghazal
churaa lii.n ham se bhii us KHud-parast ne aa.nkhe.n
dil-e-habiib se aaKHir agar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
shabaab aa gayaa us par shabaab se pahle
dikhaa.ii dii mujhe ta.abiir KHvaab se pahle
A G Josh
Ghazal
TuuTaa ta.alluqaat kaa aa.iina is tarah
aks-e-nashaat-e-lamaha-e-faanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hisaab-e-dard to yuu.n sab mirii nigaah me.n hai
jo mujh pe ho na sakii.n vo navaazishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
udaas dekh ke vaj.h-e-malaal puuchhegaa
vo mehrbaa.n nahii.n aisaa ki haal puuchhegaa