SEARCH RESULTS
Showing search results for "ibliis"
Ghazal MATCHES FOR "ibliis"
Ghazal
laa kar barahmano.n ko siyaasat ke pech me.n
zunnaariyo.n ko dair-e-kuhan se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
jo mujh me.n chhupaa meraa galaa gho.nT rahaa hai
yaa vo ko.ii ibliis hai yaa meraa KHudaa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
jo mu.nh dikhaa.ii kii rasmo.n pe hai musir ibliis
chhupe.ngii hazrat-e-havvaa kii beTiyaa.n kab tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
kitnii dushvaar hai piiraan-e-haram kii manzil
is taraf fitna-e-ibliis udhar rabb-e-jaliil
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
daur-e-ibliis ke ye baada-gusaaraan 'majaaz'
piite rahte hai.n jahannam kaa jahannam chup-chaap
Majaz Jaipuri
Ghazal
kyuu.n bhalaa ibliis ko ilzaam dete ho faqat
tum ko KHair-o-shar kaa bhii ilhaam honaa chaahiye
Humaira Gul Tishna
Ghazal
KHvaab me.n ibliis ne aa kar bataayaa
aadmii aadam ke dii.n par aa gayaa hai
Abdurrahman Momin
Ghazal
ibliis se ye kahtaa hai laa'nat kaa tauq roz
aadam KHaraab yaa sifat maa-o-man KHaraab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
tiraa Guruur-e-ibaadat tujhe na le Duube
sunaa hai pa.Dhtaa thaa ibliis bhii namaaz bahut
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
naa-fahmii kii daliil hai ye sajda se aayaa
ibliis ko haqiiqat-e-aadam ayaa.n na thii