SEARCH RESULTS
Showing search results for "ibn-e-aadam"
Ghazal MATCHES FOR "ibn-e-aadam"
Ghazal
Meraj Naqvi
Ghazal
dilo.n kaa haal KHudaa-e-kariim hii jaane
libaas-e-zohd me.n naamuus-e-ibn-e-aadam hai
Zahoor Biswani
Ghazal
sitaaro.n pe chalte hu.e ibn-e-aadam
nazar me.n farishto.n kii uftaad rakhnaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
giroh-e-ibn-e-aadam laakh bhaTke laakh sar paTke
ab is andar se ko.ii raasta baahar na jaa.egaa
Anwar Shuoor
Ghazal
bashar ke dar pe jabiin-e-bashar kaa jhuk jaanaa
qasam KHudaa kii ye tauhiin-e-ibn-e-aadam hai
Sharib Lakhnavi
Ghazal
ibn-e-aadam kaa taqaazaa nahii.n badlegaa magar
dekhnaa hai to kabhii dekh qayaamat kar ke