SEARCH RESULTS
Showing search results for "iffat"
Ghazal MATCHES FOR "iffat"
Ghazal
ruuhul-qudus kii tujh ko qasam aur masiih kii
mariyam ke tujh ko iffat-e-daamaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ilm kaa maqsuud hai paaki-e-aql o KHirad
faqr kaa maqsuud hai iffat-e-qalb-o-nigaah
Allama Iqbal
Ghazal
agar vo mil ke bichha.Dne kaa hausla rakhtaa
to darmiyaa.n na muqaddar kaa faisla rakhtaa
Iffat Zarrin
Ghazal
zehn o dil ke faasle the ham jinhe.n sahte rahe
ek hii ghar me.n bahut se ajnabii rahte rahe
Iffat Zarrin
Ghazal
ghabraa ga.e hai.n vaqt kii tanhaa.iyo.n se ham
uktaa chuke hai.n apnii hii parchhaa.iyo.n se ham
Iffat Zarrin
Ghazal
surKH-ruu ho jaa.e tujh se da.avaa-e-ulfat shahaab
aashiqo.n ke zinda rahne kii adaa kuchh aur hai
Iffat abbas
Ghazal
KHvaab aa.nkho.n se zabaa.n se har kahaanii le gayaa
muKHtasar ye hai vo merii zindagaanii le gayaa
Iffat Zarrin
Ghazal
jism-o-jaa.n kii bastii me.n silsile nahii.n milte
ab kisii bhii markaz se daa.ere nahii.n milte
Iffat Zarrin
Ghazal
be-samt raasto.n pe sadaa le ga.ii mujhe
aahaT magar junuu.n kii bachaa le ga.ii mujhe
Iffat Zarrin
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
mirii aarzuu kaa haasil mirii ziist kaa sahaaraa
tiraa ik hasii.n tabassum tiraa jalva-e-KHud-aaraa
Iffat Zeba Kakorvi
Ghazal
balaa na.ii ko.ii paaluu.n agar ijaazat ho
junuu.n ko shauq banaa luu.n agar ijaazat ho
Iffat abbas
Ghazal
havas-nazhaad professoro.n ne zulm kiyaa
kitaab chho.D ke 'iffat ne ghuTne Tek diye
Ikram Arfi
Ghazal
ajiib karb-e-musalsal dil-o-nazar me.n rahaa
vo raushnii kaa musaafir a.ndhere ghar me.n rahaa
Iffat Zarrin
Ghazal
nigaaho.n kii iffat dilo.n kii tahaarat
mai.n sar se qadam tak hayaa chaahtaa huu.n