SEARCH RESULTS
Showing search results for "iffat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iffat"
Sher
zehn o dil ke faasle the ham jinhe.n sahte rahe
ek hii ghar me.n bahut se ajnabii rahte rahe
Iffat Zarrin
Ghazal
ruuhul-qudus kii tujh ko qasam aur masiih kii
mariyam ke tujh ko iffat-e-daamaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ilm kaa maqsuud hai paaki-e-aql o KHirad
faqr kaa maqsuud hai iffat-e-qalb-o-nigaah
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "iffat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "iffat"
Nazm
KHatun-e-mashriq
ai shu.aa-e-arz-e-mashriq terii iffat kaa shi.aar
kaj karegaa mulk o millat kii kulaah-e-iftiKHaar
Josh Malihabadi
Sher
vo mil gayaa to bichha.Dnaa pa.Degaa phir 'zarrii.n'
isii KHayaal se ham raaste badalte rahe
Iffat Zarrin
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
bhuuk aur qaht ke tuufaan ba.Dhe aate hai.n
bol ai ismat-o-iffat ke janaazo.n kii qataar
Sahir Ludhianvi
Nazm
aahang-e-nau
apnii sarhad pe jo aGyaar chale aate hai.n
sho.ala-afshaa.n o sharar-baar chale aate hai.n
Asrarul Haq Majaz
Sher
vo mujh ko bhuul chukaa ab yaqiin hai varna
vafaa nahii.n to jafaa.o.n kaa silsila rakhtaa