SEARCH RESULTS
Showing search results for "iid-mubaarak"
Ghazal MATCHES FOR "iid-mubaarak"
Ghazal
sargoshii ne patthar ko sabaq yaad dilaayaa
paanii ne likhaa aa.iine pe iid-e-mubaarak
Idris Babar
Ghazal
milte jo rahe sab ne kahaa 'iid mubaarak
par us kii thaa aa.nkho.n me.n judaa 'iid mubaarak
Shahabullah Shahab
Ghazal
milte jo rahe sab ne kahaa 'iid mubaarak
par us kii thaa aa.nkho.n me.n judaa 'iid mubaarak
Shahabullah Shahab
Ghazal
aaj yaaro.n ko mubaarak ho ki sub.h-e-iid hai
raag hai mai hai chaman hai dilrubaa hai diid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
vo aalamgiir jalva aur husn-e-mustarak teraa
KHudaa jaane in aa.nkho.n ko hu.aa kis kis pe shak teraa
Shad Azimabadi
Ghazal
Aabid Jafri
Ghazal
ruKH pe ahbaab ke phir ra.ng-e-musarrat aa.e
phir mirii samt ko.ii sa.ng-e-malaamat aa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
kis naam-e-mubaarak ne maza mu.nh ko diyaa hai
kyuu.n lab pe mire zamzama-e-sall-e-alaa hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Basheer Dada
Ghazal
'mubaarak' vajd me.n aa.e mukarrar kii sadaa.o.n se
ilaahii pur-asar aisaa ko.ii irshaad ho meraa
Mubarak Lone
Ghazal
lauT ham aa.e 'mubaarak' yuu.n dar-e-jaanaa.n se
jaise aakaash se muflis kii du.aa lauT aa.e
Mubarak Ansari
Ghazal
de rahe the hadiya-e-tabriik vo aGyaar ko
aur 'mubaarak' mujh ko apne naam kaa dhokaa hu.aa
Mubarak Mungeri
Ghazal
ek 'mubaarak' vo na dil se duur rahe
baaqii to phir chal so chal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
garduu.n pe mah-e-nau phir dikhlaa.ii diyaa 'maahir'
phir iid-e-mubaarak kii har-suu se sadaa aa.ii
Mahir Bilgrami
Ghazal
'mubaarak' aur kahii.n par panaah-gaah na Dhuu.nD
tuu apne aap ko allaah kii amaan me.n rakh
Mubarak Ansari
Ghazal
kyaa shaam-e-aarzuu se 'mubaarak' kare.n 'umiid'
ham ko hamaarii sub.h-e-tamannaa se kyaa milaa
Mubarak Mungeri
Ghazal
is daur-e-bebasii me.n ye haal hai 'mubaarak'
jiine kaa chhin chukaa hai maqduur aadmii se