SEARCH RESULTS
Showing search results for "ik-do"
Ghazal MATCHES FOR "ik-do"
Ghazal
ek do KHvaab agar dekh liye jaa.e.nge
aisaa lagtaa hai ki ham log jiye jaa.e.nge
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
ek do raat me.n shohrat nahii.n miltii pagle
itne saste me.n ye daulat nahii.n miltii pagle
Nasir Rao
Ghazal
ek do ashk bahaatii hai chalii jaatii hai
ab tirii yaad bhii aatii hai chalii jaatii hai
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
ek do tiin nahii.n saare qabaa.il kar le
ko.ii mantiq hai tire paas jo qaa.il kar le
Qasim Raza Mustafai
Ghazal
milte nahii.n hai.n jab hame.n Gam-KHvaar ek do
phirte hai.n haath me.n liye aKHbaar ek do
Sadaf Jafri
Ghazal
Razi Abidi
Ghazal
ik do qadam hii saath chale bhii to kyaa chale
taa-'umr saath do to vafaa kaa pata chale
Mohammad Muzammil Khan
Ghazal
rahne do ik do-gha.Dii diivaar-o-dar ke saamne
ek muddat baa'd aayaa huu.n mai.n ghar ke saamne
Mohsin Zaidi
Ghazal
ek do ashk-e-nadaamat nahii.n paidaa karte
pahlii hii baar kahaa.n ghaas harii aatii hai
Sayyad Musa Kazim
Ghazal
ek do afraad ke milne se kab bantii hai qaum
ek do qatro.n ko bahr-e-bekaraa.n kaise kahe.n
Birj Lal Raana
Ghazal
ek do roz kaa sadma ho to ro le.n 'faakir'
ham ko har roz ke sadmaat ne rone na diyaa