SEARCH RESULTS
Showing search results for "ik-duuje"
Ghazal MATCHES FOR "ik-duuje"
Ghazal
ik duuje ko aa.iina dikhaa.e.n chalo aa.o
ye aaKHirii takliif uThaa.e.n chalo aa.o
Adeel Shakir
Ghazal
zahar ik duuje ke andar bo rahaa hai aaj kal
kis qadar zahriilaa insaa.n ho rahaa hai aaj kal
Zafar Mahmood zafar
Ghazal
ham dono.n ek duuje ke saath KHush nahii.n the
az-jism saath rahte dil se kahii.n kahii.n the
Mahender Kumar Sani
Ghazal
ik-duuje se KHafaa-KHafaa se hai.n abhii se ham
behtar ye hai ki duur ho jaa.e.n KHushii se ham
Siddharth Saini Saad
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
ik duuje ko der se samjhaa der se yaarii kii
ham dono.n ne ek mohabbat baarii baarii kii
Anjum Saleemi
Ghazal
Parwez Rahmani
Ghazal
ek duuje ke qarii.n baiTh ke ro lete hai.n
jahaa.n kahtaa hai vahii.n baiTh ke ro lete hai.n
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
ik-duuje me.n bhii to rahaa jaa saktaa hai
hijr abhii kuchh din Taalaa jaa saktaa hai
Vineet Aashna
Ghazal
ek duuje ko na maare.n ye barahman aur shaiKH
ek duuje par jo mar jaa.e.n ye shaiKH-o-barhaman