SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikraah"
Ghazal MATCHES FOR "ikraah"
Ghazal
zulm ke daur se ikraah-e-dilii kaafii hai
ek KHuu.n-rez baGaavat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
be-maza ho ke jo bose bhii diye kyaa hai mazaa
vo to ik raah mohabbat se ba-ikraah na do
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
merii aaluudgiyo.n se na kar ikraah ai shaiKH
kuchh banaayaa to nahii.n aab-o-gil apnaa ham ne
Hasrat Azimabadi
Ghazal
Amar Ruhani
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai
dushnaam to nahii.n hai ye ikraam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ik hijaab-e-tah-e-iqraar hai maane varna
gul ko maaluum hai kyaa dast-e-sabaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
barbaad-e-mohabbat kii du.aa saath liye jaa
TuuTaa hu.aa iqraar-e-vafaa saath liye jaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ab kisii lailaa ko bhii iqraar-e-mahbuubii nahii.n
in dino.n badnaam hai har ek diivaane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo mehrbaa.n hai to iqraar kyuu.n nahii.n kartaa
vo bad-gumaa.n hai to sau baar aazmaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
daa.ere inkaar ke iqraar kii sargoshiyaa.n
ye agar TuuTe kabhii to faasla rah jaa.egaa
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
ek baar aur masiihaa-e-dil-e-dil-zadagaa.n
ko.ii va.ada ko.ii iqraar masiihaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aaj tak shaiKH ke ikraam me.n jo shai thii haraam
ab vahii dushman-e-dii.n raahat-e-jaa.n Thahrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shikast-e-zaat kaa iqraar aur kyaa hogaa
ki idda.a-e-vafaa bhii nahii.n rahaa ab to