SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikraam"
Ghazal MATCHES FOR "ikraam"
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai
dushnaam to nahii.n hai ye ikraam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aaj tak shaiKH ke ikraam me.n jo shai thii haraam
ab vahii dushman-e-dii.n raahat-e-jaa.n Thahrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai KHuu-e-ayaazii hii sazaavaar-e-malaamat
mahmuud ko kyuu.n ta.ana-e-ikraam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
ai shahanshaah-e-kavaakib sipah-o-mehr-e-alam
tere ikraam kaa haq kis se adaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ab dil bhii dukhaa.o to aziyyat nahii.n hotii
hairat hai kisii baat pe hairat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Ghazal
aavaaz ke patthar jo kabhii ghar me.n gire hai.n
aaseb KHamoshii ke 'sabaa' chiiKH pa.De hai.n
Saba Ikram
Ghazal
teraa dukh aur aa.nhke.n bharne vaalaa mai.n
terii KHaatir sab kuchh karne vaalaa mai.n
Javed Akram Farooqi
Ghazal
KHaak se KHvaab talak ek sii viiraanii hai
mere andar mire baahar kii bayaabaanii hai
Akram Mahmud
Ghazal
farsh mastaa.n karo sajjaada-e-be-tah ke ta.ii.n
mai kii taaziim karo shiishe kaa ikraam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
zaKHm dekhe na mire zaKHm kii shiddat dekhe
dekhne vaalaa mirii aa.nkho.n kii hairat dekhe
Akram Mahmud
Ghazal
duniyaa kaa ye e.azaaz ye in.aam bahut hai
mujh par tire ikraam kaa ilzaam bahut hai