SEARCH RESULTS
Showing search results for "iktifaa"
Ghazal MATCHES FOR "iktifaa"
Ghazal
chhoTe chhoTe shahro.n par kyo.n na iktifaa kar le.n
khetiyaa.n uja.Dtii hai.n bastiyaa.n basaane se
Nusrat Siddiqui
Ghazal
iktifaa kar liyaa bas dekhte rahne pe tujhe
varna tuu jis kaa muqaddar ho vo kyaa kuchh na kare
Abid Malik
Ghazal
kaahilii kii lag ga.ii diimak har ik tadbiir par
iktifaa karke vo shaayad rah gayaa taqdiir par
Abdus Sattar Danish
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jab chamaktii shaahraahe.n saamne maujuud ho.n
mujh se phir pagDanDiyo.n par iktifaa hotaa nahii.n
Majid Ali Kavish
Ghazal
ab tere KHadd-o-KHaal pe kyaa iktifaa kare
ye aa.nkh maahtaab se bhii mutma.in nahii.n
Ataul Hasan
Ghazal
iktifaa kar ke khanakte hu.e roz-o-shab par
ban ga.ii ziist par ilzaam javaanii apnii
Altaf Mashhadi
Ghazal
kam-bizaa.at se KHayaal-e-KHaam hai kasrat ko faiz
iktifaa kartaa nahii.n lashkar ko paanii chaah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
qaliil bhii milii kabhii to kii isii pe iktifaa
ba.Dhii hu.ii talab ko mai.n dabaa dabaa ke pii gayaa
Sartaj Alam Abidi
Ghazal
'diidaar' chaar misro.n pe thaa iktifaa miraa
Gazlo.n ke shauq ne mire qat'aat le liye
Deedar Bastawi
Ghazal
tumhe.n jitnii mayassar huu.n usii par iktifaa kar lo
vagarna chho.D jaane kaa gavaaraa faisla kar lo
Shaziya Akbar
Ghazal
magar ye kaun bataa.e safar-e-navardo.n ko
ki had dasht-e-junuu.n un ke iktifaa tak hai
Khaavar Jilani
Ghazal
sitaare samt-numaa hai.n to iktifaa kaisii
zamiin par bhii kahii.n jugnu.o.n kaa parcham ho
Ali Akbar Abbas
Ghazal
kuchh bhii kahte hai.n jaraahat kii mere ai hamdam
iktifaa kyuu.nki kare ek namak-daa.n kal tak