SEARCH RESULTS
Showing search results for "iktifaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iktifaa"
Ghazal
chhoTe chhoTe shahro.n par kyo.n na iktifaa kar le.n
khetiyaa.n uja.Dtii hai.n bastiyaa.n basaane se
Nusrat Siddiqui
Ghazal
iktifaa kar liyaa bas dekhte rahne pe tujhe
varna tuu jis kaa muqaddar ho vo kyaa kuchh na kare
Abid Malik
Mazahiya
mai.n ne kahaa ki kaam hai na ko.ii kaarobaar
us ne kahaa ki shaa.irii par iktifaa karo
Dilawar Figar
Ghazal
kaahilii kii lag ga.ii diimak har ik tadbiir par
iktifaa karke vo shaayad rah gayaa taqdiir par
Abdus Sattar Danish
MORE MATCHES FOR "iktifaa"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jab chamaktii shaahraahe.n saamne maujuud ho.n
mujh se phir pagDanDiyo.n par iktifaa hotaa nahii.n
Majid Ali Kavish
Ghazal
ab tere KHadd-o-KHaal pe kyaa iktifaa kare
ye aa.nkh maahtaab se bhii mutma.in nahii.n
Ataul Hasan
Ghazal
iktifaa kar ke khanakte hu.e roz-o-shab par
ban ga.ii ziist par ilzaam javaanii apnii
Altaf Mashhadi
Ghazal
kam-bizaa.at se KHayaal-e-KHaam hai kasrat ko faiz
iktifaa kartaa nahii.n lashkar ko paanii chaah kaa












