SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilaaqa"
Ghazal MATCHES FOR "ilaaqa"
Ghazal
Ziya Mazkoor
Ghazal
tahammul ai mohabbat hijr pathriilaa ilaaqa hai
tujhe is raaste par tez-raftaarii nahii.n karnii
Afzal Khan
Ghazal
vo siyaasat kaa ilaaqa hai udhar mat jaanaa
aabruu kuucha-e-bad-naam me.n bik jaatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
dard se ko.ii ilaaqa na ta'alluq Gam se
sirf lafzo.n ke baratne se Gazal kaise ho
Ashfaq Husain
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
tumhe.n pataa nahii.n KHaana-ba-dosh ummiido?
nayaa ilaaqa sar-e-jaa.n basaa diyaa gayaa hai
Aziz Nabeel
Ghazal
ye tere mere charaaGo.n kii zid jahaa.n se chalii
vahii.n kahii.n se ilaaqa havaa kaa lagtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
manzar dil o nigaah ke jab ho ga.e udaas
ye be-fazaa ilaaqa-e-tan mujh se chhiin le
Nasir Kazmi
Ghazal
ham us ko apnaa samajhte hai.n apnaa maante hai.n
jise hamaaraa ilaaqa samajh me.n aa jaa.e
Nadeem Bhabha
Ghazal
hamaarii aa.nkh me.n naqsha ye kis makaan kaa hai
yahaa.n kaa saaraa 'ilaaqa to aasmaan kaa hai
Shahryar
Ghazal
rind o aazaad hu.e chho.D ilaaqa sab kaa
Dhuu.nDhte kab hai.n pidar aur pisar kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
sunaa hai amn-parasto.n kaa vo ilaaqa hai
vahii.n shikaar kabuutar hu.aa to kaise hu.aa
Faragh Rohvi
Ghazal
niklaa na mai.n bhii ghar se sunii mai.n ne bhii vo chiiKH
kitnaa ba.Daa ilaaqa sipaahii kaa ho gayaa
Nomaan Shauque
Ghazal
dil se ko.ii 'ilaaqa na thaa duur duur tak
tesha thamaa ke haath me.n farhaad kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
afsos kii bhii chashm thii un se KHilaaf-e-aql
baar-e-ilaaqa se to 'abas pusht-e-KHam hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
le ke pahu.nchii hai kahaa.n siim-badan kii KHvaahish
kuchh ilaaqa na rahaa suud-o-ziyaa.n se aage
Kabir Ajmal
Ghazal
darmiyaa.n meraa ilaaqa hai bataa.uu.n na bataa.uu.n
ek tasviir kaa dukh duusrii tasviir ko mai.n