SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilaaqa"
Nazm MATCHES FOR "ilaaqa"
Nazm
zinda rahne ka ye ehsas
ret muTThii me.n kabhii Thahrii hai
pyaas se us ko ilaaqa kyaa hai
Shahryar
Nazm
be-nang-o-nam
merii raato.n ko kisii dard se nisbat kyaa thii
merii sub.ho.n ko du.aa.o.n se ilaaqa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
leader ki dua
mai.n apne ilaaqa ke logo.n ko bhii ghaplaa duu.n
vo shauq-e-siyaasat de vo jhuuT kaa jazba de
Asrar jamayee
Nazm
wo arsa jo duri mein guzra
us kaa ilaaqa nahii.n thaa
kisii KHvaab kaa ye vaquu.a nahii.n thaa
Rafiq Sandelvi
Nazm
aaKHiri faisla
ye ilaaqa kis saltanat me.n shaamil hai
muluukiyat merii zabaan pe kaa.nTe
Kishwar Naheed
Nazm
tu ne puchha hai mere dost!
mujhe tasliim, miraa us se ilaaqa na rahaa
zindagii goyaa ko.ii sej rahii phuulo.n kii
Saima Esma
Nazm
gharib shahr
''ab aa ki mujh se tirii ruuh ko ilaaqa hai
ab aa ki mai.n to tire paas aa nahii.n saktaa''
Aziz Qaisi
Nazm
wo kyun aaya
sabaa ke sabz KHitte se mire sukh kii qalam-rau tak
tahayyur kaa ilaaqa hai
Shahid Malik
Nazm
waqt ka chiDiya-ghar
salaaKHo.n ke andar kaa puuraa ilaaqa merii dastaras me.n
de diyaa gayaa hai
Sarwat Zehra
Nazm
phir na aana
aaKHirash dil me.n jagah ko.ii salaamat na rahii
so na tujh se na tire Gam se 'ilaaqa hai mujhe
Kazim Rizvi
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
diivaan sayyad-'haamid' ke pote
allaama sayyad-shafiiq-'hasan'-eliyaa ke pote