SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilm-e-ashiyaa"
Ghazal MATCHES FOR "ilm-e-ashiyaa"
Ghazal
teraa irfaan tuu kyaa KHud ko na pahchaan sakaa
thaa miraa daa.ra-e-ilm-o-KHabar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
san.at kaa naam ganj hai hirfat kaa naam zar
ilm-e-shikam hai mulk ko darkaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
ab tak tamaam fikr o nazar par muhiit hai
shakl-e-sifaat maani-e-ashiyaa kahe.n jise
Asghar Gondvi
Ghazal
jism kii nashv-o-numaa suurat-e-ashiyaa-e-zamii.n
ruu-e-KHuubaa.n falakiyyaat me.n aa jaataa hai
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
taqriir kyuu.n na uljhii hu.ii bar zabaa.n rahe
hai dars me.n risaala-e-ilm-e-kalaam-e-zulf
Abdullla Khan Mehr Lakhnavi
Ghazal
ilm-o-fikr-o-hikmat kii sham'e.n ham jalaate hai.n
fann-e-ilm-o-hikmat me.n be-hisaab hai.n ham log
Nazeer Nadir
Ghazal
aaj bhii ilm-o-fan-o-sher-o-adab hai.n paamaal
baa-kamaalo.n ko milaa kuchh na ihaanat ke sivaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
manzil kii samt ba.Dhte nahii.n kis liye qadam
ai dil mataa.a-e-azm-e-safar kaun le gayaa
Habab Hashmi
Ghazal
'ilm-e-diin-e-mustafaa un ko sikhaane ke liye
dars-gaaho.n me.n imaamo.n ko bhii le jaa.e ko.ii
Rahib Maitreya
Ghazal
Zahid Chaudhry
Ghazal
jis se gumraah zamaane ko ziyaa miltii hai
ilm-o-irfaan-o-hidaayaat kaa vo dar dekho to
Nafees Ahmad Sahar
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
mujaaviraan-e-jahaalat ke baalaa-KHaano.n me.n
suKHan-taraazi-e-ilm-o-adab kii qiimat kyaa