SEARCH RESULTS
Showing search results for "imaarato.n"
Ghazal MATCHES FOR "imaarato.n"
Ghazal
imaarato.n kii bulandii pe ko.ii mausam kyaa
kahaa.n se aa ga.ii kachche makaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
imaarato.n me.n mohabbat kaa devtaa hai vo
hamaare haath kaTe hai.n jise banaane me.n
Yasir Khan Inam
Ghazal
aziiz mujh ko bhii the naqsh apne maazii ke
use bhii shauq puraanii imaarato.n kaa thaa
Azhar Inayati
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
in ke har ek goshe me.n sadiyaa.n muqiim hai.n
TuuTii imaarato.n ko kha.nDar kah diyaa gayaa
Anjum Irfani
Ghazal
Sajid Raheem
Ghazal
uu.nchii imaarato.n ne to vahshat KHariid lii
kuchh bach ga.ii to gosha-e-sahraa nahii.n rahaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
ka.ii imaarato.n ko apnaa ghar samajh ke jiyaa
mire makaan me.n fuqdaan raushnii kaa thaa
Aftab Shamsi
Ghazal
rahtaa nahii.n hai vaqt sadaa ek saa kabhii
KHasta imaarato.n kii tuu azmat talaash kar
Saeed Roshan
Ghazal
chhipii hu.ii hai chaa.ndnii safed baadalo.n ke biich
sukuut kii imaarato.n pe bijliyo.n kaa raqs hai
Pranav Mishra Tejas
Ghazal
buland imaarato.n me.n bas ga.ii hai viiraanii
dilo.n me.n chaahe.n to shahr-e-tabaah likh liije
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
jangal imaarato.n ke kha.De the chahaar-samt
Dhuu.nDaa to aadmii kaa nishaa.n duur tak na thaa
Muztar Majaz
Ghazal
ba.Dii ba.Dii 'imaarato.n ko hairato.n se dekhnaa
phir us ke baa'd apne ghar ko aa.nsu.o.n se dekhnaa
Fay Seen Ejaz
Ghazal
‘imaarato.n ke ye jangal me.n so.e.n bhii kaise
jinhe.n hamesha hii KHushbuu-e-ban sulaatii hai