SEARCH RESULTS
Showing search results for "inaayaat"
Ghazal MATCHES FOR "inaayaat"
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaa rab mujhe mahfuuz rakh us but ke sitam se
mai.n us kii inaayat kaa talabgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
shikva to ek chhe.D hai lekin haqiiqatan
teraa sitam bhii terii inaayat se kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
miltii hai zindagii me.n mohabbat kabhii kabhii
hotii hai dilbaro.n kii inaayat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kuchh to duniyaa kii inaayaat ne dil to.D diyaa
aur kuchh talKHii-e-haalaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
kahne ko bahut kuchh thaa agar kahne pe aate
duniyaa kii inaayat hai ki ham kuchh nahii.n kahte
Rajendera Krishan
Ghazal
ab imtiyaaz-e-ishq-o-havas bhii nahii.n rahaa
hotii hai terii chashm-e-inaayat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik suKHan aur ki phir ra.ng-e-takallum teraa
harf-e-saada ko inaayat kare e.ajaaz kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dushvaar hai rindo.n par inkaar-e-karam yaksar
ai saaqi-e-jaa.n-parvar kuchh lutf-o-inaayat bhii