SEARCH RESULTS
Showing search results for "inaayaat"
Nazm MATCHES FOR "inaayaat"
Nazm
raqib se!
aashnaa hai.n tire qadmo.n se vo raahe.n jin par
us kii mad.hosh javaanii ne inaayat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
ab vo altaaf nahii.n ham pe inaayaat nahii.n
baat ye kyaa hai ki pahlii sii mudaaraat nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
mire rab kii mujh par inaayat hu.ii
kahuu.n bhii to kaise ibaadat hu.ii
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
etiraf
KHvaab-gaaho.n me.n jagaa.ii hai javaanii mai.n ne
husn ne jab bhii inaayat kii nazar Daalii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek darKHwast
zindagii ke naam par bas ik inaayat chaahiye
mujh ko in saare jaraa.em kii ijaazat chaahiye
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
sab tire dard kii inaayat hai
sab tire pyaar kii bulandii hai
Saifuddin Saif
Nazm
pandrah august
karo.Do.n logo.n ke chehre pe rang aayaa hai
ye sab kisii ke karam se na hai inaayat se
Javed Akhtar
Nazm
kar gae kuch kahan
to samajhtaa thaa ki ye dar-badarii kaa aalam
duur deso.n kii inaayat thaa so ab KHatm hu.aa
Ahmad Faraz
Nazm
raat sunsan hai
jis kii KHaamosh inaayat kii suhaanii yaade.n
loriyaa.n ban ke mire dil me.n samaa jaatii hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
ham ne kyaa jurm kiyaa apnii ibaadat ke liye
sirf miilaad kiyaa jashn-e-vilaadat ke liye
Khalid Irfan
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
kisii ke dast-e-inaayat ne kunj-e-zindaa.n me.n
kiyaa hai aaj ajab dil-navaaz band-o-bast
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mahatma-gandhi
vafaa-o-lutf tarahhum kii KHaas aadat hai
Garaz karam hai mudaaraat hai inaayat hai