SEARCH RESULTS
Showing search results for "inch"
Ghazal MATCHES FOR "inch"
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
taptii hu.ii raaho.n se tujhe aa.nch na pahu.nche
diivaano.n ke ashko.n kii ghaTaa saath liye jaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vafaa kii aa.nch suKHan kaa tapaak do in ko
dilo.n ke chaak rafuu se silaa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
terii zulfo.n ke bikharne kaa sabab hai ko.ii
aa.nkh kahtii hai tire dil me.n talab hai ko.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
ye saaniha bhii mohabbat me.n baar-haa guzraa
ki us ne haal bhii puuchhaa to aa.nkh bhar aa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
'firaaq' ik na.ii suurat nikal to saktii hai
ba-qaul us aa.nkh ke duniyaa badal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
is uu.nch niich par to Thaharte nahii.n the paa.nv
kis dast-e-shauq ne ise duniyaa banaa diyaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kaa.nTe se TuuTte hai.n mire a.ng a.ng me.n
rag rag me.n chaa.nd jaltaa hu.aa zahr bhar gayaa
Adil Mansuri
Ghazal
ek maddham aa.nch sii aavaaz sargam se alag kuchh
ra.ng ik dabtaa hu.aa saa puure manzar me.n akelaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ek ik inch pe us jism ke sattar sattar
bose liije to bhalaa kyuu.n vo qayaamat na lage
Fuzail Jafri
Ghazal
dard kii aa.nch ba.Dhegii to pighal jaa.uu.ngaa
apne aa.nchal me.n ko.ii aa ke chhupaa le mujh ko
Kamil Bahzadi
Ghazal
sunaa hai dil bhii nagar thaa rasaa basaa bhii thaa
jalaa to aa.nch bhii ahl-e-vafaa nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
dekhegii jo ik pal me.n mirii aa.nkh se tujh ko
ho jaa.egii duniyaa tirii jaanib nigaraa.n aur