SEARCH RESULTS
Showing search results for "ins"
Ghazal MATCHES FOR "ins"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
mai.n mom huu.n us ne mujhe chhuu kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aks hai aa.ina-e-dahr me.n suurat merii
kuchh haqiiqat nahii.n itnii hai haqiiqat merii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
har lahza mehr-jalvo.n se hai.n chashm-poshiyaa.n
aa.iina-zaar diida-e-hairaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
sahl is se to yahii hai ki sambhaale.n dil ko
minnate.n kaun kare aap ke darbaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
suufii ye sahv mahv hu.e sadd-e-baab-e-uns
kyaa imbisaat kaar-gah-e-hast-o-buud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
jaan us kii adaa.o.n par nikaltii hii rahegii
ye chhe.D jo chaltii hai so chaltii hii rahegii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
aa.o le.n us ko hamii.n jaa kar manaa
us kii be-parvaa.iyo.n par jaa.e.n kyaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mere har aa.nsuu me.n ik aa.iina-e-tasviir hai
mere har naale me.n hai tarz-e-fuGaan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
ik jahaa.n mast-e-mohabbat hai ki har suu buu-e-uns
chhaa.ii hai un gesu.o.n kii nik.hat-e-barbaad se
Hasrat Mohani
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kahlaa.e jis me.n rah ke hamesha kiraaya-daar
kyaa uns ho makiin ko aise makaan se
Raghib Muradabadi
Ghazal
raam ke raaj kii tasviir thii apnii dhartii
maslak-e-fikr-o-amal uns-o-vafaa thaa pahle