SEARCH RESULTS
Showing search results for "intizaam-e-saltanat"
Ghazal MATCHES FOR "intizaam-e-saltanat"
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
intizaam-e-aab-o-daana hai na tanziim-e-qafas
mujh se puuchho boltaa shahkaar huu.n sayyaad kaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
aaKHir to faisla sar-e-maqtal usii kaa hai
is intizaam-e-jurm-o-sazaa par na jaa.iye
Irfan Siddiqi
Ghazal
jo ghar bachche-bachaa.e the tuufaan-e-aah se
vo intizaam-e-diida-e-giriyaa.n me.n aa ga.e
Shakir Inayati
Ghazal
intizaam-e-roz-e-ishrat aur kar ai naa-muraad
iid aatii hii rahii maah-e-siyaam aa hii gayaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
KHayaal-e-saltanat-e-do-jahaa.n faqiir ko kyaa
ba.Dii hai zaat ke rabza me.n buu-zarii mujh ko
Syed Mohammad Tajeel Mehdi
Ghazal
ye kaun utraa pa.e-gasht apnii masnad se
aur intizaam-e-makaan o siraa badalne lagaa
Sarvat Husain
Ghazal
ajab ravish hai ajab intizaam-e-gulshan hai
ko.ii to KHuub ha.nse ko.ii muskuraa na sake
Nihal Rizvi Lucknowi
Ghazal
fuzuu.n hai.n naGma-e-bulbul se qahqahe gul ke
ki intizaam-e-chaman ab kare.nge diivaane
Agha Naginwi
Ghazal
aa gayaa jab intizaam-e-dahr apne haath me.n
ghol dii saare gunaaho.n kii siyaahii raat me.n
Abid Akhtar
Ghazal
nahii.n faqr o saltanat me.n ko.ii imtiyaaz aisaa
ye sipah kii teG-baazii vo nigah kii teG-baazii
Allama Iqbal
Ghazal
amiir-e-saltanat thaa shaa.iba tak ho na paayaa
ki us ne yuu.n kamaal-e-aajizii se guftuguu kii
Tabassum Anwar
Ghazal
sariir-e-saltanat se aastaan-e-yaar behtar thaa
hame.n zill-e-humaa se saaya-e-diivaar behtar thaa
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
aa.e siyaah-dil hai.n raqiibo.n ke us pe 'mehr'
poshish me.n hai abas haram-e-ehtiraam-e-zulf