SEARCH RESULTS
Showing search results for "intizaam-e-saltanat"
Nazm MATCHES FOR "intizaam-e-saltanat"
Nazm
rishwat
aap hai.n fazl-e-KHudaa-e-paak se kursii-nashii.n
intizaam-e-saltanat hai aap ke zer-e-nagii.n
Josh Malihabadi
Nazm
gautam-budh
barf-zaaro.n ko tire anfaas ne garmaa diyaa
tere istiGnaa ne taKHt-e-saltanat Thukraa diyaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
dar-o-rasan
vo taKHt-e-saltanat-o-baargaah-e-sultaanii
ki jis me.n baiThte the aa ke zill-e-sub.haanii
Mohammad Ali Tishna
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
habiib kyaa hai.n hariifo.n ne ye zabaa.n se kahaa
safiir-e-qaum jigar-band-e-saltanat na rahaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
tujh bin jahaa.n hai aa.nkho.n me.n andher ho rahaa
aur intizaam-e-dil hai zabar zer ho rahaa
Mohammad Husain Azad
Nazm
telewision
aaj phir fannii KHaraabii ho ga.ii do-chaar baar
intizaar o intizaar o intizaar o intizaar
Khalid Irfan
Nazm
bad-surati ka husn
aur masarrat kaa
faqat ik intizaar-e-ruuh-farsaa raqs kartaa hai
Noon Meem Danish
Nazm
Ezra-Pound ki maut par
jab daraKHto.n ke haath KHaalii hai.n
intizaar-e-bahaar bhii karte
Akhtar Husain Jafri
Nazm
dil kisi wadi mein ja ke so gaya
natiija na ko.ii sila
kyo.n intizaar-e-bahaar karte rahe
Firoza Yasmeen
Nazm
long distance relationship
mai.n intizaar-e-musalsal kaa isti'aara nahii.n
tirii nigaah me.n tahriir honaa chaahtaa huu.n
Balmohan panday
Nazm
justuju
ab aur kitnaa karuu.n intizaar-e-gul-andaam
mile mujhe bhii mohabbat bharaa ko.ii paiGaam
Bismil Arifi
Nazm
ramayan ka ek scene
Dastaa na saa.np ban ke mujhe shaukat-o-hasham
tum mere laal the mujhe kis saltanat se kam