SEARCH RESULTS
Showing search results for "iraada"
Ghazal MATCHES FOR "iraada"
Ghazal
hame.n to hazrat-e-vaa.iz kii zid ne pilvaa.ii
yahaa.n iraada-e-sharb-e-mudaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham ne hii lauTne kaa iraada nahii.n kiyaa
us ne bhii bhuul jaane kaa va.ada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
mujhe vo chho.D gayaa ye kamaal hai us kaa
iraada mai.n ne kiyaa thaa ki chho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
be-KHayaalii me.n yuu.nhii bas ik iraada kar liyaa
apne dil ke shauq ko had se ziyaada kar liyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
dostii us se nibah jaa.e bahut mushkil hai
meraa to va.ada hai us kaa to iraada bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
tum se nahii.n milne kaa iraada to hai lekin
tum se na mile.nge ye qasam bhii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
dil me.n kitne ahd baa.ndhe the bhulaane ke use
vo milaa to sab iraade to.Dnaa achchhaa lagaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
hazaar zer-e-qadam raasta ho KHaaro.n kaa
jo chal pa.De.n to iraada nahii.n badalte ham
Habib Jalib
Ghazal
thak kar yuu.nhii pal bhar ke liye aa.nkh lagii thii
so kar hii na uTThe.n ye iraada to nahii.n thaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
na us se tark-e-ta.alluq kii baat kar paa.e.n
na hamdamii kaa iraada hai kyaa kiyaa jaa.e