SEARCH RESULTS
Showing search results for "istilaah"
Ghazal MATCHES FOR "istilaah"
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
us kii ek ik aan par 'saabir' ke jaan-o-dil nisaar
istilaah-e-aam me.n mash.huur vo qaatil sahii
Sabir Dehlavi
Ghazal
hai istilaah-e-mohabbat me.n jis kaa naam junuu.n
vo ek rasm ba.Dii paa.edaar guzrii hai
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
sach puuchhiye to naam isii kaa hai zindagii
ham istilaah-e-ishq me.n marnaa kahe.n jise
Talib Baghpati
Ghazal
istilaah-e-rah-o-manzil me.n na Dhuu.nDo ham ko
rahrav-e-manzil-e-be-raahguzar hai.n ham log
Khwaja Shauq
Ghazal
Qaisar Siddiqi
Ghazal
mai ko jo istilaah me.n kahte hai.n duKHt-e-raz
vo muGbacha hai rindo.n kaa saalaa kahe.n jise
Zareef Lakhnavi
Ghazal
jaan denaa aa gayaa un kii tamanna me.n jise
istilaah-e-ishq me.n jiine ke qaabil ho gayaa
Basit Bhopali
Ghazal
Qaisar Siddiqi
Ghazal
KHayaal hai KHaandaan ko ittilaa.a de duu.n
jo kaT gayaa us shajar kaa shajara nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
ho chalaa thaa jab mujh ko iKHtilaaf apne se
tuu ne kis gha.Dii zaalim merii ham-navaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
yaa rab is iKHtilaat kaa anjaam ho ba-KHair
thaa us ko ham se rabt magar is qadar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
har chand iKHtilaaf ke pahluu hazaar the
vaa kar sakaa magar lab-e-goyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
KHud apne dil se yahii iKHtilaaf hai meraa
ki mai.n Gamo.n ko Gubaare nahii.n samajhtaa huu.n