SEARCH RESULTS
Showing search results for "itaab"
Ghazal MATCHES FOR "itaab"
Ghazal
falak ne un ko ataa kii hai KHvaajgii ki jinhe.n
KHabar nahii.n ravish-e-banda-parvarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
miltii hai KHuu-e-yaar se naar iltihaab me.n
kaafir huu.n gar na miltii ho raahat azaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
kyaa ab hisaab bhii tuu miraa legaa hashr me.n
kyaa ye itaab kam hai yahaa.n aa gayaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
barbaad-e-tamannaa pe itaab aur ziyaada
haa.n merii mohabbat kaa javaab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jalva-e-yaar kisii ko nazar aataa kab hai
dekhte hai.n vahii us ko jo nazar rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
KHushii me.n ham ne ye shoKHii kabhii nahii.n dekhii
dam-e-itaab jo ra.ngat tirii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hame.n to duur se aa.nkhe.n dikhaa.ii jaatii hai.n
naqaab lipTii hai us par ko.ii itaab nahii.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
itaab-e-ahl-e-jahaa.n sab bhulaa diye lekin
vo zaKHm yaad hai.n ab tak jo Gaa.ebaana lage
Nasir Kazmi
Ghazal
har-chand jaa.n-gudaazi-e-qahr-o-itaab hai
har-chand pusht-e-garmi-e-taab-o-tavaa.n nahii.n