SEARCH RESULTS
Showing search results for "itaab"
Nazm MATCHES FOR "itaab"
Nazm
jugnu
mire makaan ke aage hai ek chau.Daa sahn vasii.a
kabhii vo ha.nstaa nazar aataa hai kabhii vo udaas
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hinDola
bhar aayaa thaa dil-e-naazuk to kyaa ajab is me.n
in aa.nsu.o.n me.n jhalak taaj kii bhii dekhii ho
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ajab balaaGat thii guftuguu me.n
ravaa.n thaa dariyaa fasaahato.n kaa
Tariq Qamar
Nazm
inqalab
bahut hii jald tire sar pe bhii KHudaa kii qasam
KHudaa kaa qahr KHudaa kaa itaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
karl marx
ko.ii quvvat us kii sadd-e-raah ban saktii nahii.n
vaqt kaa farmaan jab aataa hai ban kar inqilaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
kachhwa aur KHargosh
kyuu.n hu.e chal ke muft me.n bad-naam
be-chale kyaa aTak rahaa thaa kaam
Ismail Merathi
Nazm
saDak ban rahi hai
jamadaar saa.e me.n baiThaa hu.aa hai
kisii par use kuchh itaab aa gayaa hai
Salam Machhli shahri
Nazm
aqd-name
kal hamaare muqaable par utar aa.o
ham tumhe.n hoshiyaar kiye dete hai.n
Aashufta Changezi
Nazm
le chal ai ishq
mere majruuh tabassum pe KHafaa hai.n ahbaab
merii mazluum KHamoshii pa hai.n kyaa kyaa na itaab
Mahshar Badayuni
Nazm
meinopause
ajab KHabar thii ki jis kii baabat
mai.n KHud se sach bolte hu.e hichkichaa rahii thii
Ishrat Afreen
Nazm
aaj-kal
diimak kii tarah chaaT rahaa hai ko.ii kitaab
ko.ii ye sochtaa hai ki ab aa.egaa itaab
Parwana Rudaulvi
Nazm
nai paud
daal me.n gar ghii nahii.n to hai itaab
gar pasnde kam pa.De.n to hai.n kabaab
Aale Ahmad Suroor
Nazm
yaadon ka zahr
biite hu.e dino.n kii hai.n yaade.n bhii ik azaab
rahtaa hai zehn-o-qalb pe un kaa sadaa itaab
Akhtar Bastavi
Nazm
subh ki aamad ke sath
azaab-e-ruuh makaano.n kaa dard chaaTegaa
ba.Dhe.nge shahr-e-tamannaa kii samt sab saa.e
Chandrabhan Khayal
Nazm
tulu-e-manzar ki aankh chup hai
zindagii ke itaab likkhe
sadaaqato.n ke nisaab likkhe
Nisar Nasik
Nazm
wo shaKHs
KHud-nigar KHud-numaa KHudaa jaisaa
tantana thaa itaab thaa vo shaKHs