SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaam-e-sifaal-o-jaam-e-jam"
Ghazal MATCHES FOR "jaam-e-sifaal-o-jaam-e-jam"
Ghazal
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
laa phir ik baar vahii baada o jaam ai saaqii
haath aa jaa.e mujhe meraa maqaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
jo mast-e-jaam-e-baada-e-irfaa.n na ho sakaa
vo jaanvar hii rah gayaa insaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
KHaraab aks hai.n shiisha-ba-dast kyuu.n saaqii
qusuur-e-baada-e-jaam-e-sifaal puuchhuu.ngaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
bazm se aaKHir-e-shab hai safar-e-jaam-e-sharaab
shaam-e-Gurbat hu.ii saaqii sahar-e-jaam-e-sharaab
Dagh Dehlvi
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
us kii jaam-e-jam aa.nkhe.n shiisha-e-badan meraa
us kii band muTThii me.n saaraa baa.nkpan meraa
Abdullah Kamal
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
kuchh apne kaam nahii.n aave jaam-e-jam kii kitaab
kifaayat apne ko bas ek apne Gam kii kitaab
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
pata raqiib kaa de jaam-e-jam to kyaa hogaa
vo phir uThaa.e.nge jhuuTii qasam to kyaa hogaa
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
Sahab Qazalbash
Ghazal
Muzammil Abbas Shajar
Ghazal
jaam-e-jam maa.nge na jamshed kaa saaGar maa.nge
lutf kii ek nazar ye dil-e-muztar maa.nge
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
maujo.n kaa aks hai KHat-e-jaam-e-sharaab me.n
yaa KHuun uchhal rahaa hai rag-e-maahtaab me.n
Asghar Gondvi
Ghazal
mausam-e-gul hai na daur-e-jaam-o-sahba rah gayaa
le ga.ii sab ko javaanii mai.n akelaa rah gayaa
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
kyaa sabab hai ki tirii bazm me.n ai jaan-e-hayaat
jab bhii aate hai.n mire hisse me.n Gam aate hai.n
Akhtar Gwaliori
Ghazal
rivaaj-e-jaam-o-subuu se bachaa bachaa ke pilaa
pilaane vaale nazar se nazar milaa ke pilaa