SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaanuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "jaanuu.n"
Ghazal
ye umr-e-gurezaa.n kahii.n Thahre to ye jaanuu.n
har saa.ns me.n mujh ko yahii lagtaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kahte hai.n jab rahii na mujhe taaqat-e-suKHan
jaanuu.n kisii ke dil kii mai.n kyuu.nkar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n to us sub.h-e-daraKHshaa.n ko tava.ngar jaanuu.n
jo mire shahr se kashkol-e-gadaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
zaKHmii kiyaa uduu ko to marnaa muhaal hai
qurbaan jaa.uu.n tere mujhe niim-jaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n jaanuu.n jab ki bujhaa de tuu tishnagii dil kii
vagarna aaj se dariyaa dilii kaa naam na le
Sahir Bhopali
Ghazal
nikohish maana-e-be-rabti-e-shor-e-junuu.n aa.ii
hu.aa hai KHanda-e-ahbaab baKHiya jeb-o-daaman me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye meraa faisla hai aap mere ho nahii.n sakte
mai.n jab jaanuu.n ki ye jazba miraa naakaam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
mai.n kyaa jaanuu.n gharo.n kaa haal kyaa hai
mai.n saarii zindagii baahar rahaa huu.n
Ameer Qazalbash
Ghazal
dar-o-bast-e-chaman ko kyaa jaanuu.n
phuul huu.n baaGbaa.n nahii.n huu.n mai.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
mai.n us ke saath ko har lamha mo'tabar jaanuu.n
vo ham-safar hai to mujh saa hii be-dayaar bhii ho
Fatima Hasan
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
mai.n use sub.h na jaanuu.n jo tire sang nahii.n
mai.n use shaam na maanuu.n ki jo tere bin hai
Athar Nasik
Ghazal
vaa.iz kabhii hilaa nahii.n kuu-e-sanam se mai.n
kyaa jaanuu.n kyaa hai martaba arsh-e-aziim kaa