SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaat"
Ghazal MATCHES FOR "jaat"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
naamard se bhalaa jaTa.ii KHaak phir hu.ii
samjhaa jab apnii bhai.ns kii rassii ko jaaT saa.np
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
zindagaanii kaa maza zer-e-falak ab na rahaa
yaa-rab aisaa ho ki mil jaa.e kahii.n paaT se paaT
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
insaan tere paas to 'ilm-ul-hayaat hai
phir kyo.n fareb-o-makr hasad jaat-paat hai
Rahib Maitreya
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n to har shaam umiido.n me.n guzar jaatii hai
aaj kuchh baat hai jo shaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii