SEARCH RESULTS
Showing search results for "jahaaz"
Ghazal MATCHES FOR "jahaaz"
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Duube hu.e jahaaz pe kyaa tabsira kare.n
ye haadisa to soch kii gahraa.ii le gayaa
Rahat Indori
Ghazal
taasiir ke liye jahaa.n tahriif kii ga.ii
ik jhol bas vahii.n pe fasaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
havaa kaa shor hai baadal hai.n aur kuchh bhii nahii.n
jahaaz TuuT hii jaa.e zamii.n dikhaa.e kahii.n
Mohammad Alvi
Ghazal
gulaab cinema se pahle chaa.nd baaG ke ba.ad
utar pa.Duu.ngaa jahaa.n kaarKHaana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
kisii maqaam se ko.ii KHabar na aane kii
ko.ii jahaaz zamii.n par na ab utarne kaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ab mai.n bhii jal ke raakh huu.n mere jahaaz bhii
kal meraa naam taariq-e-ibn-e-ziyaad thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
mai.n kuchh dino.n me.n use chho.D jaane vaalaa thaa
jahaaz Garq hu.aa jo KHazaane vaalaa thaa
Idris Babar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
fart-e-girya se hu.aa 'miir' tabaah apnaa jahaaz
taKHta paare ga.e kyaa jaanuu.n kidhar paanii me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
bahut saa kaam to pahle hii kar liyaa mai.n ne
jahaa.n jahaa.n mujhe Darnaa thaa Dar liyaa mai.n ne
Faizan Hashmi
Ghazal
isii jahaaz ke sahraa me.n Duub jaane kii
KHabar milii thii mujhe KHvaab me.n KHazaane kii
Faizan Hashmi
Ghazal
un aa.nkho.n me.n Daal kar jab aa.nkhe.n us raat
mai.n Duubaa to mil ga.e Duube hu.e jahaaz
Ameeq Hanafi
Ghazal
kab tak fuzuul logo.n pe ham tajrabe kare.n
kaaGaz ke ye jahaaz kahaa.n tak u.Daa.ii.n ham