SEARCH RESULTS
Showing search results for "jahaaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jahaaz"
Sher
vo vaqt kaa jahaaz thaa kartaa lihaaz kyaa
mai.n dosto.n se haath milaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
Duube hu.e jahaaz pe kyaa tabsira kare.n
ye haadisa to soch kii gahraa.ii le gayaa
Rahat Indori
Ghazal
taasiir ke liye jahaa.n tahriif kii ga.ii
ik jhol bas vahii.n pe fasaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
PAGE MATCHES FOR "jahaaz"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jahaaz"
Sher
un aa.nkho.n me.n Daal kar jab aa.nkhe.n us raat
mai.n Duubaa to mil ga.e Duube hu.e jahaaz
Ameeq Hanafi
Quote
Sher, hawaai jahaaz, goli, truck aur Pathan reverse gear mein chal hi nahi sakte....
Mushtaq Ahmad Yusufi
Ghazal
gulaab cinema se pahle chaa.nd baaG ke ba.ad
utar pa.Duu.ngaa jahaa.n kaarKHaana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
kisii maqaam se ko.ii KHabar na aane kii
ko.ii jahaaz zamii.n par na ab utarne kaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ab mai.n bhii jal ke raakh huu.n mere jahaaz bhii
kal meraa naam taariq-e-ibn-e-ziyaad thaa
Himayat Ali Shayar
Nazm
manzar
aasmaa.n aaj ik bahr-e-pur-shor hai
jis me.n har-suu ravaa.n baadalo.n ke jahaaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lafzon ke darmiyan
jahaaz bandar-gaaho.n me.n kha.De hai.n
aur gharo.n, godaamo.n, dukaano.n me.n










