SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamaal-e-kaamil"
Ghazal MATCHES FOR "jamaal-e-kaamil"
Ghazal
ye bache bhii ai 'kaamil' hai.n shariir kis darja
le chale hai.n zaahid ko vaa'z ke bahaane se
Kamil Nizami
Ghazal
vaaqa'ii 'kaamil' banaanaa chaahtii hai gar mujhe
to mujhe zaKHm-e-hunar kii siipiyaa.n de shaa'irii
Deepak Kamil
Ghazal
ye tiraa jamaal-e-kaamil ye shabaab kaa zamaana
dil-e-dushmanaa.n salaamat dil-e-dostaa.n nishaana
Jigar Moradabadi
Ghazal
tasallii-e-dil-e-sad-chaak ho ga.ii 'kaamil'
kisii kaa taar-e-nazar mil gayaa rafuu ke liye
Kamil Nizami
Ghazal
tiraa jamaal rahiin-e-naqaab hai jab se
falak pe chaa.nd sitaare udaas rahte hai.n
Kamil Nizami
Ghazal
surKH-ruu ho ke nikalnaa to bahut mushkil hai
dast-e-qaatil me.n yahaa.n saaz hai talvaar nahii.n
Kamil Bahzadi
Ghazal
Azeem Kamil
Ghazal
ahd-e-bahaar me.n asar-e-sohbat-e-jamaal
mere junuu.n kii aab-o-havaa tak pahu.nch gayaa
Shariq Jamal
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
jamaal-e-fikr-o-fan kaa tere 'anvar'
suKHan-daano.n me.n charchaa ho rahaa hai
Anwar Jamal Anwar
Ghazal
mai.n us galii me.n gayaa aur dil o nigaah samet
'jamaal' jeb me.n jo kuchh thaa jhaa.D aayaa huu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
jo saa.at-e-hasii.n thii vo roke nahii.n rukii
ye lamha bhii 'jamaal' guzar jaane vaalaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
tamaam be.Diyaa.n to kaaT Daalii hai.n lekin
'jamaal' qaid-e-nafs se najaat baaqii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
puuchhnaa chaahtaa huu.n us nigah-o-dil se 'jamaal'
kis ko aabaad kiyaa hai mujhe be-ghar kar ke
Jamal Ehsani
Ghazal
thakan bahut thii magar saaya-e-shajar me.n 'jamaal'
mai.n baiThtaa to miraa ham-safar chalaa jaataa