SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamaal-e-kaamil"
Nazm MATCHES FOR "jamaal-e-kaamil"
Nazm
b amman se KHitab
aa 'jamaal'-e-zaar ko bhii raazdaar-e-dil banaa
zindagii is kii bhii ik barq-e-dil-e-bismil banaa
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil
Ibn e Insha
Nazm
faza-e-hairat
'jamaal' hairaan-o-pur-tahayyur hai husn-e-duniyaa fazaa-e-hairat
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
tarjuman-e-mustaqbil
amiin-e-raaz vahii hai vatan kii qismat kaa
tiraa 'jamaal' ki hai raaz-daan-e-mustaqbil
Masood Akhtar Jamal
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
chand
kabhii hilaal kabhii suurat-e-mah-e-kaamil
hai tere raaste me.n irtiqaa kii har manzil
Fazlurrahman
Nazm
salamti
jo sar uThaa.uu.n to aa.nkho.n me.n KHuun aataa hai
jamaal-e-hastii-e-nau-e-bashar hai KHatre me.n
Nashir Naqvi
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
sakuu.n mile na kabhii tere paa-figaaro.n ko
jamaal-e-KHuun-e-sar-e-KHaar ko nazar na lage
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
paigham eid
zarra zarra hai jamaal-e-dur-e-KHush-aab liye
eid aa.ii hai mohabbat kaa nayaa baab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
shair
bahr-aalam saliiqe azm-o-himmat kaa sikhaataa hai
bahar-suurat jamaal-e-azmat-e-hastii dikhaataa hai
Kamal Hyderabadi
Nazm
agar yahi hai shaeri to shaeri haram hai!
jamaal-e-yaar-o-juu.ebaar-o-jaam par nigaah hai
ba-naam-e-bandagii butaan-e-baam par nigaah hai
Mohsin Bhopali
Nazm
madam
sehr o ejaaz liye jumbish-e-mizhgaan-e-daraaz
KHanda-e-shoKh jamaal-e-dur-e-KHush-aab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHun ke phul
vo surKHii-e-sar-e-daaman jo ho vatan ke liye
jamaal-e-laala-o-sarv-o-saman se miltii hai