SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "jamaanaa"
Ghazal
le chalaa jaan mirii ruuTh ke jaanaa teraa
aise aane se to behtar thaa na aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
jamaanaa rang is duniyaa se siikhe
ki hai to kuchh nahii.n bantii bahut hai
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
thaamnii ho.n jo tujhe vaqt kii nabze.n hamdam
u.Dte lamho.n pe ko.ii naqsh jamaanaa hogaa
Anjum Ansari
Ghazal
jahaa.n adab me.n siyaasat chalii jaatii hai
vahaa.n bhii rang jamaanaa ko.ii mazaaq nahii.n
Riyasat Ali Taj
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
us ne apne rang se jab rang dii hai ruuh merii
kyo.n hathelii kii hinaa kaa phir jamaanaa mas.ala hai
Hema Kandpal Hiya
Ghazal
na hu.aa dil kaa lagaanaa achchhaa
Galatii kii nahii.n jaanaa achchhaa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
rang ulfat kaa jamaanaa nahii.n mushkil ko.ii
dekh le kaash miraa KHuun-e-rag-e-dil ko.ii
Bismil Allahabadi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
baat vo aadhii raat kii raat vo puure chaa.nd kii
chaa.nd bhii 'ain chait kaa us pe tiraa jamaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa