SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaqoea"
Ghazal MATCHES FOR "jaqoea"
Ghazal
kamre me.n zanjiir se jak.Dii tanhaa.ii
Daa.in ban ke mujh ko khaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
ham ko jak.Daa hai yahaa.n jabr kii zanjiiro.n ne
ab to ye shahr hii zindaan hu.aa phirtaa hai
Jaleel Haider Lashari
Ghazal
mai.n shaam ke hisaar me.n jak.Daa hu.aa saa huu.n
manzar mire lahuu me.n Dubo.e hu.e se hai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
lamha lamha jak.Daa jaataa huu.n in me.n
yaade.n hai.n yaa hai.n mak.Dii ke jaale jii
Munir Anwar
Ghazal
jak.Daa hai tirii yaad ne afkaar ko mere
hamdam tire jazbaat me.n shiddat bhii ajab hai
Bano Saima
Ghazal
ham ne to unhe.n jaamia se naqd KHariidaa
phir kis tarah ja.alii hu.ii.n asnaad hamaarii
Sarfaraz Shahid
Ghazal
dohrii zanjiiro.n me.n jak.Daa hai muqaddar ne mujhe
us kaa diivaana hai dil aur mai.n diivaana-e-dil
Saqib Lakhnavi
Ghazal
zanjiiro.n me.n jak.Dii us mu.nh-zor havaa ne phir
to.D diye khi.Dkii darvaaze par de phaa.D diye
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Khalid Shirazi
Ghazal
saa.ato.n kii aahanii zanjiir me.n jak.Dii hu.ii
saa.ns kii tartiib par qurbaan ho jaanaa pa.Daa
Zaheer Ghazipuri
Ghazal
zindagii kii saKHt zanjiiro.n me.n jak.Daa dekh kar
aaj tum bhii hans rahe ho mujh ko tanhaa dekh kar
Maikash Nag Puri
Ghazal
Nadeem Asghar
Ghazal
Tashna Azmi
Ghazal
jak.Daa hu.aa hai pichhle janam ke hisaar me.n
maazii kaa saaneha dil-e-'aKHtar' pe naqsh hai
Sultan Akhtar
Ghazal
ham is ko baa.ndhte kyaa jak.Daa hai is ne ham ko
ab dekhte hai.n suurat naa-chaar qaafiye kii
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
phir aaj us ke lams me.n jak.Daa hu.aa huu.n mai.n
phir aaj KHvaahisho.n kaa samundar ubal gayaa